Diya Thali Vich Jalta Hai Bhajan In English
Also Read This In:- Hindi.
Diya Thali Vich Jalta Hai,
Upar Maa Ka Bhawan Bana,
Niche Ganga Jal Bahata Hai ॥
Diya Thali Vich Jalta Hai ।
Upar Maa Ka Bhawan Bana,
Niche Ganga Jal Bahata Hai ॥
Maa Ke Mathe Pe Teeka Hai,
Maa Kee Bindiya Aise Chamke,
Jaise Chand Chamakta Hai ॥
Diya Thali Vich Jalta Hai ।
Upar Maa Ka Bhawan Bana,
Niche Ganga Jal Bahata Hai ॥
Maa Ke Gale Mein Harva Hai,
Maa Ke Jhumke Aise Chamken,
Jaise Chand Chamakta Hai ॥
Diya Thali Vich Jalta Hai ।
Upar Maa Ka Bhawan Bana,
Niche Ganga Jal Bahata Hai ॥
Maa Ke Hathon Mein Chudiyan Hai,
Maa Ke Kangan, Menhadiaise Chamke
Jaise Chand Chamakta Hai ॥
Diya Thali Vich Jalta Hai ।
Upar Maa Ka Bhawan Bana,
Niche Ganga Jal Bahata Hai ॥
Maa Ke Pairon Mein Payal Hain,
Maa Ke Bichhue Aise Chamke,
Jaise Chand Chamakta Hai ॥
Diya Thali Vich Jalta Hai ।
Upar Maa Ka Bhawan Bana,
Niche Ganga Jal Bahata Hai ॥
Maa Ke Ang Pe Sari Hai,
Maa Ki Chunari Aise Chamke,
Jaise Chand Chamakta Hai ॥
Diya Thali Vich Jalta Hai ।
Upar Maa Ka Bhawan Bana,
Niche Ganga Jal Bahata Hai ॥